Nawazta Rehta Hai
Main mangta rehta hoon
Woh nawazta rehta hai
Tauba Ke Aas Mein
Mat kiya ker itna gunah
Tauba ki aas par aey insan,
Be aitbar si maut hai,
Na janay kab aa jaye
-Allama Iqbal
Arsh Mein Mehboob Ko
Unhein toh arsh mein mehboob (P.B.U.H) ko bulana tha
Talab thi deed ki Meraj ka bahana tha
Buhat Nawaza
Buhat nawaza hai us paak zaat ne mujh
Meri ibadat ke brabar milta tou shaid kuch nai milta
Zaroratein Sajda
Koi jannat ka taalib hai
Koi ghum se pareshan hai
Zaroratein sajda karwati hai
Ibadat kon karta hai
Zikar Khuda Se
Guzar rahi hy zindagi Zikr-e-khuda sy ghafil
Ay Dil-e-nadan sambhal ja k moat ka koi waqt nahi
Mehshar Me Khudaya
Mehshar me khudaya
Mera parda rakhna
No comments:
Post a Comment